Dil Mein Toofan Chupaye Baitha Hoon - Mehdi Hassan
| Page format: |
Dil Mein Toofan Chupaye Baitha Hoon Lyrics
Dil mai toofan chhupai baitha hun
Ye na samjho ke mujko pyar nahi
Dil mai toofan chhupai baitha hun
Ye na samjho ke mujko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri dunya mai
Ab kisi ka bhi intezar nahi
Dil mai toofan chhupai baitha hun
Ye na samjho ke mujko pyar nahi
Meri qismat ke tum sitare ho
Zindagi se bhi mujhko pyare ho
Samne tum na ho tu mar jaun
Bin tumhare mujhe qarar nahi
Dil mai toofan chhupai baitha hun
Ye na samjho ke mujko pyar nahi
Tum jo aao tu phool khile hain
Mausamon ke suragh milte hain
Apni zulfen jo tum na bikhrao
Koi bhi mausam-e-bahar nahi
Dil mai toofan chhupai baitha hun
Ye na samjho ke mujko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri dunya mai
Ab kisi ka bhi intezar nahi
Dil mai toofan chhupai baitha hun
Ye na samjho ke mujko pyar nahi
Lyrics Submitted by Haider Bazmi
