DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Har Peghambar - Farhan Ali Qadri



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Har Peghambar Lyrics


Har pegamber ka ohda bara hy...
Har pegamber ka ohda bara hy
Lakin Akaa ka mansab juda hy
wo imam e safe anbian (S.A.W ) hain un ka rutba baro say bara hy
Koi lafzo main kesay bata day un k rutbay ki had hy to kia hy.
Koi lafzo main kesay bata daay un k rutbay ki had hy to kia hy
Hum nay apnay baro say suna hyyyyyy...
Hum nay apnay baro say suna hy
Sirf ALLAH un say bara hy
wo imam e safe Anbian hain un ka rutba baro say bara hy
Name jannat ka tum nay suna hy. mainy us ka nazara kia hy
Name jannat ka tum nay suna hy mainy us ka nazara kia hy.

Main yahan say tumain kia bata dooonnn..
un ki nagri ki gallion main kia hy
main yahan say tumain kia bata doon
un ki nagri ki gallion main kia hy
Kitna payara hy mosam wahan ka
Kitni purkaif sari fiza hy
Kitna payara hy mosam wahan ka
Kitni purkaif sari fiza hy
Tumm mery sath khud chal k dekho
tum mery sath khud chal k dekho
Gard e tehbaa b khakhe shifa hy
wo imam e safy anbian hn.. un ka rutba baro say bara hy
Mustakil un ki chokhat ata ho.
meray mahbood yeh iltija ho
mustakil un ki chohkhat ataa ho
mery mahbood yeh iltija hy
koi puchay to yeh keh sakoun main
Bab e jibrail mera pata hy
Koi puchay to yeh keh sakoun main.
Bab e jibrail mera pata hy
Har pegamber ka ohda bara hy. Lakin Akaa ka mansab juda hy
Remember me in your prayers
Lyrics Submitted by Azee Khalid

Enjoy the lyrics !!!

Farhan Ali Qadri (Urdu:فرحان علی قادری) was born on October 1, 1995 in Jacobabad, Pakistan.[1] He gained recognition as a Naat Khawan of Pakistan and recited naats in various languages such as Urdu, Sindhi, Saraiki and Punjabi; he even recited naats in Bengali and English. Farhan grew up in Jacobabad. He belongs to a Baloch family; his father is Fazal Muhammad. Farhan Ali started reciting naats at the age of five; he used to recite naats in his school, Milad. He achieved widespread recognition for his recital of the nasheed “Noor wala aaia hay”.

Read more about Farhan Ali Qadri on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Farhan Ali Qadri