DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Sochta Hoon Keh Woh Kitne Masoom The - Nusrat Fateh Ali Khan



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Sochta Hoon Keh Woh Kitne Masoom The Lyrics


Ab to haathon
Ab to haathon se lakeere mit ti jati hain
Us ko kho kar to mere pass raha kuch bhi nahi
Kal bichadna hai - "sargam"
Kal bichadna hai to phir ehad-e-wafa soch k baad
Abhi aagaz-e-mohabbat hai gaya kuch bhi nahi
Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane
Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahi
Main - "Sargam"
Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane
Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahiSochta hoon -3
Sochta hoon ke vo kitne masoom the -2
Kya se kya ho gye dekhte dekhte
Sochta hoon ke vo kitne masoom the, Kya se kya ho gye dekhte dekhte -2
"Sargam"Sochta hoon ke vo kitne masoom the, Kya se kya ho gye dekhte dekhte"Sargam"Sochta hoon ke vo kitne masoom the, Kya se kya ho gye dekhte dekhteRe Sochta hoon ke vo kitne masoom the -2"Sargam"Sochta hoon ke vo kitne masoom the, Kya se kya ho gye dekhte dekhte -2Maine patthar se jihko banaya sanam - 2
Vo Khuda ho gaye dekhte dekhte
Maine patthar se jihko banaya sanam, Vo Khuda ho gaye dekhte dekhte -2"Sargam"Maine patthar se jihko banaya sanam, Vo Khuda ho gaye dekhte dekhte"Sargam"Maine patthar se jihko banaya sanam, Vo Khuda ho gaye dekhte dekhte"Sargam"Maine patthar se jihko banaya sanam
Ae jin patthhro ko hamne ada ki thi dhadkane - 2

Vo bolne lage to ham par hi baras pade Dekho ji
Maine patthar se jihko banaya sanam, Vo Khuda ho gaye dekhte dekhte"Sargam"Maine patthar se jihko banaya sanam, Vo Khuda ho gaye dekhte dekhteMere hathon se tarashe se hue patthar ke sanam -2
Mere hi samne bhagwan bane baithe hai
Maine patthar se jihko banaya sanam, Vo Khuda ho gaye dekhte dekhte"Sargam"Maine patthar se jihko banaya sanam, Vo Khuda ho gaye dekhte dekhteHashar hai wahashatey Dil ki aawargi -3
Humse pucho mohobbat ki deewangi - 2
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi, Humse pucho mohobbat ki deewangiJo pata puchte the kisi ka kabhi -2
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Jo pata puchte the kisi ka kabhi, Laapata ho gaye dekhte dekhte -3Humse ye soch kar koi wada karo -3
Ek wade pe umren guzar jayengi -2
Humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade pe umren guzar jayengi
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa -2
Bewafa ho gaye dekhte dekhte"Sargam"Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte -3
Ke Humse ye soch kar koi wada karo, Ek wade pe umren guzar jayengi -2
Humse ye soch kar koi wada karo
Din chupgya,
ho din chupgya-chupgya-chupgya -2
Din chup gya sooraj ka kahin naam nahi hai -2
O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai -3
O wada shikal - wada shikalShab-e-wada - Shab-e-wada ye raha karti hai baatein dil se
Dehke yaar aata hai pehle ya kaza aati haiKal se be kal hoon main
Kal se be kal hoon bhala khaak mujhe kal aaye -2
Kal ka wada tha na vo aaj aaye na vo kal aaye
O wada shikal - wada shikal -2
Roz ka intezar kon kare -2
Aapka aitbaar kon kare
O wada shikal - wada shikal -2Ho chuka wada k kab aayie ga -2
Dekhiye ab na bhool jaiye ga
O wada shikal - wada shikal -2
Bhala koi wada khilafi ki had hai -2
Hisab apne - hisab apne dil main laga kar to socho
Bhala koi wada khilafi ki had hai
Hisab apne - hisab apne dil main laga kar to socho
Qayamat ka din aa gya rafta-rafta
Mulakaat ka din badalte-badalte
O wada shikal - wada shikal -2Re humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade par umren guzar jayengi -2
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa -2
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhteGair ki baat tasleem kya kijiye -2
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Ab to khud par bhi humko bharosa nahi -2
Gair ki baat tasleem kya kijiye, Ab to khud par bhi humko bharosa nahi
Apna saya smjhte the jinko kabhi -2
Vo juda ho gaye dekhte dekhte
Apna saya smjhte the jinko kabhi, Vo juda ho gaye dekhte dekhteSochta hoon ke vo kitne masoom the
Kya se kya ho gye dekhte dekhte olne lage to humhi par baras padeHashar hai wahshat e dil ki aawargi
Humse poocho mohabbat ki deewangi
Jo pata poochte the kisi ka kabhi
La pata ho gaye dekhte dekhteaap yaadon mein hain aap khwabon mein hain
Aap sanson mein hain aap aankhon mein hainAb to rah e mohabbat mein hum aapka
Aina ho gaye dekhte dekhteHumse ye Soch kar koi wada karo...Din chup gaya suraj ka kahin naam Nahin hai
O wada shikan ab bhi Teri shaam nahi haiTumhara aana na aana
tamanna ka hai mar janaKab aaoge jab aoge
Kya banke qayamat ka sabab aaoge
Chayi hai ghata Aur barasti hai sharaab
Ab bhi nahi aaye to kab aaogeDil pe chot lagti hai unke muskarane se
Ho sake to ab jao kisi bahane seTera zulm nahin hai shamil gar meri Barbadi mein
Teri ankhein kyon bheeg rahi hain mere afsane seAate ho tadapate ho jaate ho tadapate ho
Tera na aana hi behtar hai is aane jaane seHumse ye Soch kar koi wada karo ek wade pe umarein guzar jayengi
Ye hai duniya yahan kitne aehle wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhteGair ki baat 'Tasleem' kya kijie
Ab to Khud par bhi humko bharosa nahin
Apna saya samajhte the jinko kabhi
Wo juda ho gaye dekhte dekhte

Enjoy the lyrics !!!

Nusrat Fateh Ali Khan (Punjabi: نصرت فتح علی خان; October 1948 – 16 August 1997), an internationally acclaimed Pakistani musician, was primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Sufis. Considered one of the greatest voices ever recorded, he possessed an extraordinary range of vocal abilities and could perform at a high level of intensity for several hours. Extending the 600-year old Qawwali tradition of his family, Khan is widely credited with introducing Qawwali music to international audiences.

Read more about Nusrat Fateh Ali Khan on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Nusrat Fateh Ali Khan