DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Sughra Acha Hi Kiya - Irfan Haider



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Sughra Acha Hi Kiya Lyrics


Haye sughra (sa)...2
Haaye.Jo chhut k shaam k zindaan sy aaye binte Ali, Nabi(saw) k rozy py sughra(sa) sy kehny lagi..
Sughra(sa) acha hi kia tum na gaye karbobala...2
Warna meri tarha chhin jati tmhari bhi rida
Sughra acha hi kiya..2
1.Tum charagun ko yahan takti rahi shaam o sahr,
khoon rulati thi tumhy roz yahan yaad e padar,
Tumny akbar(as) k kaleje mai na daikha naiza..
Sughra acha hi kiya...2
2.Kya batawun k wahan kaisy masaeb toote,
aik hi roz mai sb godh k paale chhoote,
Aik ek laash py khaimu mai qayamat thi bapa..
Sughra acha hi kiya...2
3.Kis tarha aoun o mohd(as) k janazy aaye, shaah maqtal sy unhy kaisy utha kar laaye,
Sun k karte ho buka daikh k aajati qaza..
Sughra acha hi kiya...2

4.Ghash py ghash khati thi saidaniyan karte thi buka,
aik ghatri mai jo Qasim(as) ka sarapa aaya,
Us ghadi khaima e sadaat mai mehshar tha bapa..
Sughra acha hi kiya ...2
5.Meri in aankhu ne daikha hai woh manzar dukhiya,
Baap k kaanpte haathu py pisar ka laasha,
Saath Akbar(as) k tumhara b janaza uthta.
Sughra acha hi kiya...2
6.Haye paani lene ko tarae pay gaya tha saqqa,
phir alamdar nhi sirf alam aaya tha,
Aaye maqtal sy kamar thaame tumhary baba..
Sughra acha hi kiya ...2
7.Maslihat kya thi tumhy ly na gaye kyu sarwar,
Asr e aashoor khula raaz yeh sughra(sa) mujhpar,
Pushte shabbir(as) pay qatil tha sarhane Zahra(sa)..
Sughra acha hi kiya...2
8. Haye kaisy manzar woh kare mazhar o irfan bayan,
Thi yeh sughra(sa) k qareeb Zainab muztar(sa) ki fughan,
Mere baalu ki safaide mai hai yeh raaz chhupa..
Sughra acha hi kiya tum na gaye karbobala ...2
Lyrics Submitted by Syeda zainab

Enjoy the lyrics !!!