Al Madad Ya Imam E Zama'n - Ali Akbar Ameen



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Al Madad Ya Imam E Zama'n Lyrics


Alajal Alajal Alajal
Allahumma ya waliekal Faraj
Alama Alama Alama - 6
Almadad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman-2
Kar rhe hai dua sab hi peeron jawan Al Madad ya Imame Zaman
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman-2
Jald a jaiye malike do jahan 2
Al Madad ya Imame Zaman Al ajal ya Imame Zaman-2
Alama Alama Alama Alama-2
Waqt nazuk hai ar gham ke halaat hai
Pass khushiyan ni sirf sadmaat hai
Warise fatima dedo hamko amaa'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman- 2
Abki koi ziyarat ni kar sake
Had hai jashne masarrat ni kr sake

De na pay kahin pr bhi khul kar aza'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame
Zaman-2
Alama Alama Alama Alama-2
Gaon sunsan hai shaher veeran hai hain
Sab corona se behad preshan hain
Tum jo aaoge isse milegi amaa'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman-2
Sare khadim gharon se nikal aayenge
Fatima ki kasam sir ke bal aayenge
Ye bta dijiye bus miloge kaha'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman-2
Alama Alama Alama Alama-2
Unko aulaad do jinpe bacche nahi
Betiyan ghar pe baithi hai rishte nahi
Kar do unki madad warise do jaha'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman-2
Door khushiyan hai ar Maalo ZAR bhi nahi
Kuch to aise hai rehne ko ghar bhi nahi
Sir pe saaya ni de do unko maka'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame zaman-2
Alama Alama Alama Alama-2
Maaon behno ki sir pe ridaye rahe
Sab buzurgon ki ham par duaayen rahe
Ar pa jaayen rozi sabhi naujwaa'n
Al Madad ya Imame Zaman Al ajal ya Imame zaman-2
Sabko batla dia jiski imdad ki
Ho rhi hai ghareebon ki be izzati
Kar rahe hai dikhawa kuch ehle jahaa'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman-2
Alama Alama Alama alama-2
Zindagi ke liye thodi rahat karo
Aake duniya pe moula hukumat karo
Thak ke baithe hai sab zahiri hukmraa'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame Zaman-2
Hai ye abbaso akbar ki har pal Dua
Wo ghari jald aajaye behre khuda
Jashn dono padhen aapke darmiyaa'n
Al Madad ya Imame Zaman Al Ajal ya Imame zaman-2
Alama Alama Alama Alama-2
Ya sahibuzzama'n (ATFS)
Lyrics Submitted by Mirza Minal fatima

Enjoy the lyrics !!!