DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Chupke Chupke Raat Din - Ghulam Ali



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Chupke Chupke Raat Din Lyrics


Chupke chupke raat din aansoo bahana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Tujhse milte hi woh kuchh bebaak ho jaana mera
Aur tera daato mein woh ungali dabana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Khench lena woh mera parade ka kona daffatan
Aur duppate se tera woh mooh chhupana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Chori chori humse tum aakar mile the jis jagaah
Muddate gujari par ab tak woh thikana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Dopahar ki dhoop mein mere bulaane ke liye
Woh tera kothe pe nange paao aanaa yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai

Tujhko jab tanha kabhi panaa toh az raah-e-lihaz
Haal-e-dil bato hi bato mein jatana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Aa gaya gar vasl ki shab bhi kahi jikr-e-firaaq
Woh tera ro roke bhi mujhko rulaana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Bahazaraan iztiraabo sad hazaraan ishitiyaaq
Tujhse woh pehale pehale dil ka lagaana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Berukhi ke saath sunana dard-e-dil ki dastaan
Woh kalai mein tera kangan ghumana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
Waqt-e-rukhsat alvidaa ka labz kehane ke liye
Woh tere sukhe labo ka thar tharaana yaad hai
Humko ab tak ashiqui ka woh zamana yaad hai
---
Lyrics submitted by Ahmad Farhad.

Enjoy the lyrics !!!

Ghulam Ali (1940-) is a famous Pakistani ghazal singer. Ghulam Ali was born in the village of Kaleke, Sialkot, Pakistan in 1940 (before partition). He belonged to a musical family, his father was a vocalist and sarangi player who gave him early training. At the age of 15, Ghulam Ali became a disciple of the legendary classical singer Bade Ghulam Ali Khan, who was a master of the Patiala Gharana to which Ghulam Ali also belongs. His training was provided mainly by Bade Ghulam Ali Khan's three brothers: Barqat Ali Khan, Mubarak Ali Khan, and Amanat Ali Khan, in Lahore.

Read more about Ghulam Ali on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Ghulam Ali