Hausla - Yash Desai
| Page format: |
Hausla Lyrics
Rukna Mana Hai
Jhukhna Mana Hai
Haarna Jaayaz hai par
Haarna Mana Hai......
Yeh Hausla Dekh Tujhko Kaha Le Jayega
Yeh Hausla Dekh Tujhko Kaha Le Jayega
Kaha Le jayega
Kaha Le jayega
Kaha Le jayega...
Yeh Hausla Dekh Tujhko Kaha Le Jayega
Tutega kismat se tu rukne se khudko bacha
Aaj kadam badhayega toh milo tak jayega
Aasan nahi tera rasta yeh
Khuda se tera waasta yeh
Mehnat ki teri dastan batayega...
Yeh Hausla Dekh Tujhko Kaha Le Jayega
Aaj Phir Hara Tu Logo ki Sunke
Sapne hai Tere Apne toh Aapno ki Sun
Rukna nahi hai ab toh, kuch bhi aaye
Jhukna Mana hai, chalo jeet jaaye
Haarna, Yeh kya hota hai bhala?
Yeh Hausla Dekh Tujhko Kaha Le Jayega
Kaha Le jayega
Kaha Le jayega
Kaha Le jayega...
Yeh Hausla Dekh Tujhko Kaha Le Jayega
Yeh Hausla Teri Manzil tak tujhe le jayega