DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Kaisi Hai Ye Rut - Srinivas



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Kaisi Hai Ye Rut Lyrics


Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
Ghul Rahe Hain Rang Saare, Ghul Rahi Hai Khushbuein
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
Ghul Rahe Hain Rang Saare, Ghul Rahi Hai Khushbuein
Chandni, Jharne, Ghataayein, Geet, Baarish, Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Meharbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
Dekho, Nadi Ke Kinaare
Panchhi Pukaare Kisi Panchhi Ko
Dekho, Yeh Jo Nadi Hai
Milne Chali Hai Saagar Hi Ko
Yeh Pyar Ka Hi Sara Hai Carvaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
Oh, Kaise Kisi Ko Bataaye
Kaise Yeh Samjhaye, Kya Pyar Hai
Is Mein Bandhan Nahin Hai
Aur Na Koi Bhi Deevaar Hai
Suno Pyar Ki Niraali Hai Dastaan

Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
Ghul Rahe Hain Rang Saare, Ghul Rahi Hai Khushbuein
Chandni, Jharne, Ghataayein, Geet, Baarish, Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Meharbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile

Enjoy the lyrics !!!

Singer Srinivas is an engineer who turned to playback singing for Indian films. He studied in Kerala and was coached in carnatic music by his aunt.
Srinivas had developed a fine ear for music early in his life. He was born in Ambasamudram to Duraiswamy Iyengar and Lakshmi. Growing up in Trivandrum, he followed the bhajan groups, who walked by the streets, singing devotional songs during the month of Margazhi. He started listening to Semmangudi Srinivasa Iyer, M. D.

Read more about Srinivas on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Srinivas