DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Mar Jaaye Na Sakina - Nasir Asghar Party



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Mar Jaaye Na Sakina Lyrics


Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Ghairy huvy bachi ko (X2) ghurbat ka andhera hai.
Ye kaisi yateemi hai, jo hai wo rulata hai (X2)
Na koi tasalli hai (X2) na koi dilasa hai.
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Lab khushk hain bachi Kay, aur hath rasan basta (X2)
Kuch khaak hai baalon mein (X2) boseeda sa kurta hai
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Sehmi hui bethi hai, aik konay mein Shehzadi (X2)
Aahat bhi jo hoti hai (X2) Dil kaanpnay lagta hai.
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Jis waqt tarapti hai Baba ko sada de Kar (X2)
Masooma ki haalat per (X2) Zindan bhi rota hai.
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)

Kal soi thi Shehzadi Shabbir (as) kay seenay per(X2)
Ab khaak ka bistar hai (X2) aur khaak ka takiya hai
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Lillah koi ja kar bachi ko chura laey (X2)
Zaalim Kay tamacho se (X2) behaal Sakina hai.
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Youn tarpi Sakina Kay ghabra gai zainab بھی (x2)
Ro Ro k aseero ne (x2) Gahzi ko pukara hai.
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Bas Itna kaha Gauhar aur margai Shehzadi (x2)
Bin baap k Duniya mein (x2) jeena koi jeena hai.
Mar jaey na Sakina (s) zindan mein tanha hai (x2)
Ghairy huvy bachi ko (X2) ghurbat ka andhera hai.
Lyrics Submitted by Shujaa Bangash

Enjoy the lyrics !!!