DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Mehndi Hai Rachnewali - Alka Yagnik



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Mehndi Hai Rachnewali Lyrics


Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
o Hariyali Banno
le Jaana Tujhko Guiyyaan Aane Waale Hai Saiyyaan
thaamenge Aake Baiyyaan, Goonjegi Shehnaayi
angnaayi, Angnaayi
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko

nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
gaaye Maiya Aur Mausi, Gaaye Behna Aur Bhabhi
ke Mehndi Khil Jaaye, Rang Laaye Hariyaali Banni
gaaye Phoofi Aur Chaachi, Gaaye Naani Aur Daadi
ke Mehndi Mann Bhaaye, Saj Jaaye Hariyaali Banni
mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
gaaje, Baaje, Baraati, Ghoda, Gaadi Aur Haathi Ko
laayenge Saajan Tere Aangan, Hariyaali Banni
teri Mehndi Woh Dekhenge
to Apna Dil Rakhdenge Woh
pairon Mein Tere Chupke Se, Hariyaali Banni
mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Enjoy the lyrics !!!

Alka Yagnik (Hindi: अलका याज्ञिक or अलका याज्ञनिक) (born March 20, 1966 in Kolkata, West Bengal, India) is an Indian singer who is ranked among the best-known Hindi playback singers of all time. She is a seven-time winner of the Filmfare Best Female Playback Award and has done playback singing for over 700 Indian films. She is born into a Gujarati family. Both her parents were well versed in classical music.

Read more about Alka Yagnik on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Alka Yagnik