DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Tere Bin Nahi Laage (Female Version) - Tulsi Kumar, Alam Khan, Aishwarya Majmudar & Daboo



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Tere Bin Nahi Laage (Female Version) Lyrics


Ho.
Ye raatein ab nahi dhadakti
Din bhi saans nahi lete
Ab toh aa jaao mere soneya
Baatein reh gayi adhoori
Mere labon pe zaroori
Aake sun jaao mere soneyaTere bin. nahi laage jiyaa
Tere bin. ab to aaja piyaa
Tere bin. nahi laage jiyaa.
Pehle jaise mausam bhi aate nahi hai
Baarishon mein pehle jaisi baatein nahi hai
Pehle jaise mausam bhi aate nahi hai
Baarishon mein pehle jaisi baatein nahi hai
Sookhe sookhe alfaaz, khali khali mere
haathon ki laqeerein bulaave soneya.Tere bin. nahi lage jiya
Tere bin. ab to aaja piya
Tere bin. nahi laage jiya.Ho.
Chaand bhi wahin hai, wahin hai sitaare

Tere baad pheeke pheeke lagte hain saare
Chaand bhi wahin hai, wahin hai sitaare
Tere baad pheeke pheeke lagte hain saare
Aaja leke tu savere kar ja door andhere
Teri doori tadpaave soneya
Tere bin. naahi laage jiyaa
Tere bin. ab to aaja piyaa
Tere bin. nahi laage jiyaa.
Tere Bin. Tere Bin!
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!