Tumhe Apna Banane Ka - Armaan Malik & Neeti Mohan
Page format: |
Tumhe Apna Banane Ka Lyrics
Rajkumar Pramanik 8447605260
Tumhe apna banane ka junoon
Sar pe hai, kab se hai
Mujhe aadat bana lo ik buriKehna ye tumse hai
Tumhe apna banane ka junoon
Sar pe hai, kab se haiSar pe hai, kab se hai
(Rajkumar Pramanik 8447605260)
Jism ke samandar mein
Ik lehar jo thehari hai
Usme thodi harqat hone do
Shayari sunaati inn do nasheeli aankhon ko
Mujhko paas aake padhne do
Ishq ki khwahishon mein
Bheeg lo baarishon mein
Aao na...
Tumhe paakar na khone ka junoon
Sar pe hai, kab se haiMujhe nazron mein rakh lo tum kahin
Kehna ye tumse hai
Tumhe apna banane ka junoonSar pe hai, kab se hai
Sar pe hai, kab se hai
(Rajkumar Pramanik 8447605260)
Hmm. rokna nahi mujhko
Zidd pe aa gayi hoon main
Iss qadar deewanapan chadhaDekho na yahaan aake
Mera haal kaisa hai
Toot ke abhi tak na juda
Ab sambhalna nahi hai
Jo bhi hai wo sahi hai
Aao na...
Tumhe khud se milaane ka junoon
Sar pe hai, kab se hai
Mujhe rehne do apne paas hi
Kehna ye tumse hai
Tumhe apna banane ka junoon
Sar pe hai, kab se hai
Sar pe hai, kab se hai
(Rajkumar Pramanik 8447605260)
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.