DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Woh Bheege Pal - Zubeen Garg



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Woh Bheege Pal Lyrics


(woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi) - 2
(saari duniya ka maine pyaar paaya tere kadmon meinji gaya main tere sang sadiyon ko chand lamho mein) - 2
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi(tu aarjoo, tu justjoo, tere siva kuchh nahi
din dophar kyu har sehar khalati hai teri kami) - 2
gaahein-bagaahein meri saanse bhi mujhko lagati hai jaise saja
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi
(ai jindagi tere bina jeena nahi hai mujhe
sajada karuun, rab se kahuun, de de dua mein tujhe) - 2
mehfus rakhloon tujhe apne dil mein, mere dil ki hai yeh sada
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi
saari duniya ka maine pyaar paaya teri chahato mein
ji gaya main tere sang sadiyon ko chan lamho mein
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi.

Enjoy the lyrics !!!

Biography
Zubeen Garg
Born 18th November, Friday, 1972. Zubeen was born to Mr. Mohini. M. Borthakur and Late Mrs. Ily Borthakur. The Borthakur Family had its roots in Janji, Sivasagar,Assam,India. Mr. Borthakur was a magistrate and was moving very often during his early years and so was little Zubeen. Zubeen's mother Late Mrs. Ily Borthakur was a good dancer, an actress and singer, and she never turned these talent into a professional career.

Read more about Zubeen Garg on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Zubeen Garg