DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Yara Seeli Seeli - Lata Mangeshkar



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Yara Seeli Seeli Lyrics


Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, yaara seeli seeli
O yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yeh bhi koi jeena hai, yeh bhi koi jeena hai
Yeh bhi koi marna
Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
(Tooti hui choodiyon se jodoon yeh kalaai main
Pichhli gali mein jaane kya chhod aayi main) - 2
Beeti hui galiyon se, beeti hui galiyon se
Phir se guzarna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
(Pairon mein na saaya koi, sar pe na saanyi re
Mere saath jaaye na meri parchhaayi re) - 2
Baahar ujaala hai, baahar ujaala hai

Andar viraana
Yaara seeli seeli, o dhola seeli seeli
O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
Yaara, dhola, yaara, dhola, yaara, dhola

Enjoy the lyrics !!!

Lata Mangeshkar (Name in Hindi: लता मंगेशकर; born 28th September 1929) is an Indian singer. Mangeshkar is one of the best-known and most respected singers of film music in India. Her career started in 1942, and has spanned over six and a half decades. She has recorded songs for over a thousand Bollywood films, and has sung songs in over thirty-six regional Indian languages and foreign languages, though she sings primarily in Hindi. She is the elder sister of singer Asha Bhosle (आशा भोसले), and of Hridayanath Mangeshkar, Usha Mangeshkar ,and Meena Mangeshkar.

Read more about Lata Mangeshkar on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Lata Mangeshkar